Tu Mera Yaar Nahi Lyrics+Video Full Song by Shaan from Hum Tum Dushman Dushman Movie | BW-Music смотреть онлайн

92 просмотров 18.01.2015 00:02:03

Описание видео

Full Lyrics: Hujoom khushiyon ka tumko itna mile Gham guzarna bhi chaahe to rasta na mile Tu mera yaar nahi, tu mera pyar nahi Tu mera yaar nahi, tu mera pyar nahi Tu kya chhodega mujhko Tu kya chhodega mujhko Maine tujhko chhod diya Oh Rabba aaina dil ka tod diya Haan tod diya Oh Rabba aaina dil ka tod diya Haan tod diya Na hi nafrat, na mohabbat Na shararat, na shikayat Na hi nafrat, na mohabbat Na shararat, na shikayat Aaj hi ishq ki maut huyi hai Ajab si ek paheli hai Na janaaza, na hi doli Na hi maatam, na rangoli Tu dilruba, tu dil-nashin Kissa hua purana Ab hai yakeen dil na kahin Ab humko hai lagana Tu mera yaar nahi, tu mera pyar nahi Tu kya chhodega mujhko Tu kya chhodega mujhko Maine tujhko chhod diya Oh Rabba aaina dil ka tod diya Haan tod diya Na adaawat, na bagaawat Na hi raahat, na qayamat Na adaawat, na bagaawat Na hi raahat, na qayamat Aye Khuda kyon bewafa Itne haseen hote hain Husn waale, adaa waale Ishq ki tu zaraa sunle Na hi resham, na main sheesha Faulad ka jigar hai Rukta nahi tere liye Yah zindagi safar hai Tu wafaadar nahi, tu intezar nahi Tu mera yaar nahi, tu mera pyar nahi Tu kya chhodega mujhko Tu kya chhodega mujhko Maine tujhko chhod diya Oh Rabba aaina dil ka tod diya Haan tod diya Oh Rabba aaina dil ka tod diya Haan tod diya Oh Rabba aaina dil ka tod diya Рекомендуем Tu Mera Yaar Nahi Lyrics+Video Full Song by Shaan from Hum Tum Dushman Dushman Movie | BW-Music посмотреть онлайн видео бесплатно и без регистрации!

Чат сообщества

Гость
Загрузка...
Теги:
mera, yaar, nahi, lyrics, video, full, song, shaan, from, dushman, movie, music